Powered By Blogger

Wednesday, April 15, 2020

Namaz (Salah)

NAMAZ KA BAYAN  video Sadia Majahid (khushboo) 
“Every soul will taste death. Then to Us will you be returned.”Reference
The namaz (Prayer) is one of the five  obligatory pillars of Islam, with the other four being faith in the oneness of God, (kalma) performing charity (zakaat) , fasting in the Islamic month of Ramzan (Roza) and undertaking a pilgrimage to Haj (Mecca) once in a lifetime(Haj) .
                 
Khushboo(Dekho aur Amal kro) 

Namaz padne se Allah ka kurb haasil hota hai. Namaz  "Aap sallallahu alaihi wasallam "ki aankhon ki thandak hai.      Allah ko khush karne ka sabsey  behetreen zariya namaaz hai. Namaaz  qabr ka  roshan chiragh  hai aur qabr k azaab sey  bachaaney  waali hai. Aur   qhayamat k din apney padney waley k liye sifaarish karey gi.                       Namaz momin ki mehraaj  hai.
Namaz cheray ko roshan karti hai.
Aur Qayamat k din sabsey  pehla sawaal namaz ka hoga.Namaz kisi ko maaf nahi.
 Namaz Khadey  hokar nahi pad saktey  ho bait kar padho. Bait kar nahi padh  saktey  ho tou lait kar padho. Aur lait kar bhi nahi padh saktey  ho tou ishaarey  sey  padho.
Namaz Her haal main maaf nahein

1 .Fajr (Morning Prayer) Time for this prayer starts with the beginning of dawn and remain till the sun rises. ...
2.Zuhar (Noon Prayer) ...
3.Asar (Afternoon Prayer) ...
4.Maghrib (Evening Prayer) ...
5.Isha (Night Prayer)
Salah (Namaz)has the capacity to speed up the change for good and better in our lives. After having the sense of Taqwa we start attaining and doing good deeds because we know that this world is of temporary nature and as a Muslim we believe that we all have to return to Allah.This makes us to control our self and be a disciplined and obedient servant of Allah.

Ya Allah hum ko b 5 time Namaz padnay ki Tofeeq Ata kr aur hamaaray gunah maaf kray (Aameen)
(Comment and share)

                         Awan Majahid


8 comments: